Jagjit Singh & Chitra Singh - Sarakti Jaye Hai текст песни

Текст песни Sarakti Jaye Hai - Jagjit Singh & Chitra Singh




Sarakti jaaye hai rukh se naqaab
Aahista aahista
Sarakti jaaye hai rukh se naqaab
Aahista aahista
Nikalta aa raha hai aaftaab
Aahista aahista
Jawan hone lage jab woh
Toh hum se kar liya pardah
Haya yakhlaqht aayi aur shabaab
Aahista aahista
Sawal-e-wasl par unko udoo ka khauf hai itna
Dabe hothon se dete hain jawaab
Aahista aahista
Hamare aur tumhare pyaar mei bas farq hai itna
Idhar toh jaldi jaldi hai, udhar
Aahista aahista
Woh bedardi se sar kaatein ameen aur mai kahu unse
Huzoor aahista aahista
Janaab aahista aahista
Sarakti jaaye hai rukh se naqaab
Aahista aahista



Авторы: Jagjit Singh, Ameer Meenai




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.